Is post mein aaj apko btaunga ke aap apni pendrive ko apne pc ka password kaise banaye is tricks se jab aapki pendrive pc mein laggi hogi toh hi pc khulega agar pendrive nahi laggi hogi toh pc unlock nahi hoga aap isse pc ko pendrive wala lock lgakar pendrive apne paas rakh skte hai
Pc par pendrive wala password kaise lagaye
Sabse pehle apni pendrive ko pc mein lga le fir aap Pc ke control panel mein ja kar administrative tool open krke computer mangaement pe click kre fir usme se left side se storage mein click kare fir disk management par click kre ab usme apki pendrive show hogi uspe right click kre fir Change Drive Letter and Path par click kre ik window khulegi abusme aapki pendrive show hogi ise select krke change par click kre iske baadAssing the following drive letter ka option aayega
Isme se A se Z tak ki list mein se A select kare Aur ok par click kre
Ab apko run command open krna hoga ise Windows key+R dwakar open kare fir isme syskey type kare open krne ke baad Securing the
Winows Account Databace yeh window khulegi usme update pe click kre click krrne ke baad startupkey khulega usme se System Generated
Password ke under Store Startup Key on Floppy Disk par tick kre aur okay dwaaye aur apka pc pendrive password tiyaar hai
Ab agar apki pendrive pc mein lgi hogi toh aap apni pc open kr skte hai agar pendrive nahi laggi hogi toh aap apna pc on nahi kr skte hai
Wapis pehle ki tarah krne ke liye System Generated
Password ke under store startup key on floppy disk pe se click hata kar store startup key locally par click kre aur okay kare aap ka system pehle ki tarah ho jayega.....
Agar koi problem aa rahi ho toh comment jarur kare
Asha karta hu dosto ki aap ko ye post pasand aayi hogi. Agar aap ka internet ya blogger se sambhandit koe sawaal hai to aap hamari website ke Sawaal Jawab Form me puch sakte hai.
-
No comments:
Post a Comment